
Ubali sabziya khane ke kai fayde hote hain, Inka swaad jaroor aapko bekar lag sakta hain, Lekin agar aapko inki paushtikta ke baare mein pata chal jaye to aapko accha lagega ki aap apne sharir aur health ka kitna khyaal rakhte hain. Jyada tala-bhuna khana swasthvardhak nahi hota hain. Aise mein aapko Ubla ya halka paka bhojan jyada labh pahuchayega.